Quantum Physics
namaskar dosto Aaj ka topic bada hi shandar hai qunki aaj hum quantum physics ke bare me bat karne wale hain.To apke man me bahut sare sawal pade honge ki kya hai quantum physics or kya hai quantum physics ke upyog ? To Chinta mat karo aaj hum es topic ko cover kar lenge .
quantum physics bramhand mese hi ek rahasy hai.quantum mukhyatve physics ka Ek small part hai jisme bramhandme se kahi sari mysterious chijonko solve karne ki theorys likhi gai hain.
To Thoda bahut uske history ke bare main bat karte hain.To basically Quantum physics ko 1900 me the great scientist or physicist Max planck ne aapne black body reaction ke paper ke dauran publish kiya tha.or dekha jai to es khoj ke liye unkho Nobel price se sanmanit kiya tha.
To Kya hain wave particle duality(tarang parmanu dividhta) ? basically light wave yani ki prakash tarang partical yani ki parmanu ki tarha act karti hain or particales prakash tarang ki tarha act karti hain usko wave particle duality kaha jata hain.
To kya hain quantum entanglement ? basically ye parmanu ke relation ko describe karta hain. quantum physics ke aanusar koi bhi connected aanu me se ek anu per reaction kiya jaye to uska reaction dusre aanu per bhi ho jata hai chahe vo kitne bhi duri par ho .ek pe reaction ki jaye to uska parinam dusre particle pe ho jata hain.
quantum electrodynamic basically electron or photon ke sidhanto pe kary karti hain.or quantum optic photon or light ke bhehaviour ko darshat hain.
quantum probablity and uncertanality may ye bataya jata hai ki kohi bhi kam probablity or unceranality pe darshaya jata hai. ki ek to oh chije hogi ya nahi hogi.bramhandmese sabe chije probality dohi chijon pe hoti hain ek to oh hogi ya duri oh hogi hi nahi.jaise ki aap ye bolg padenge ya nahi pe padenge.
Roj ki zhindgi me hum quantum physics bahut use karte hai apka mobile apka computer or laser and networks ayse bahut sare application quantum physics per work karte hai.
quantum physics kahi sare rahasy ke sath ata hai or kahi sare rahso ko darsha nahi pata hain.lekhin eske sath jude rahsyonko describe karne keliye jude rahye hamare sath.or ye blog apko acha laga ho to commet karo aur jude raho hamare sathi kahi ayse rahsyko hum describe karte rahenge .
aagle ane wale blog me hum time travell or time machine ke bare me bat karenge tabtak ke liye By by.
Please comment
ReplyDeleteNice bro
DeleteNice 👌👌
ReplyDeleteMust read article
Tx
ReplyDeleteGood information, waiting for next topic...
ReplyDeleteYes
DeleteNiceeee
ReplyDeleteTx bhai
DeleteVery informative post. Thanks for sharing 👍🏻🙂
ReplyDeleteSuperb knowledgeable Article
ReplyDeleteTx
DeleteNice post
ReplyDeleteVery nice
ReplyDeleteThank sir
ReplyDelete